Pages

Sunday, September 25, 2011


Fikr-e-mua'ash, maatam-e-dil, gham-e-yaar,
Tum sab se mazirat, k aaj tabiyyat udaas hay.

Kabhi yoon bhi aa meray roobaro, tujhe pass paa k may ro parun,
Mujhe manzil-e-ishq pe ho yaqeen, tujhe dharkanon may suna karoon.

Uss k aik aik lamhay ki hifazat karna ay meray Khudaya,
Masoom saa chehra hay udas ho to acha nahi lagta.
Usay bhool jane ki qasam khata to hoon magar Mohsin,
Tapak phartay hain phir aansoon qasam phir toot jati hay.

Rishtay hote hain zindagi bitane k liye,
Hum apni hasti mita dengay isay nibhane k liye,
Milna nahi hota to kya huwa,
Hum sms kar detay hain apni yaad dilane k liye.

Faaslay ghata detay hain dilon may nafraton ko Ghalib,
Tum jo door huwe to kuch muhabbat see hone lagi.

Ajab baat hay teray mizaaj-e-beniazi ki Dost,
Jo hum yaad karay to masroof hay tu, jo tu yaad kare to ihsaan hay tera.
Kya gham hay kya khushi maloom nahi,
Wo apna hay k ajnabi maloom nahi,
Jis k baghair ik phal nahi guzarta,
Kesay guzray ge ye zindagi maloom nahi.

Kabhi peghaam-e-ulfat, kabhi mujh se badgumani,
Teri yeh bhi mehrobani, teri woh bhi mehrobani.

Chor diya hum ne uska deedar karna hamesha k liye Dost,
Jis ko hamari nigah se hee nafrat ho, usay murr murr k kya dekhna.

Hum ne har dukh ko muhabbat ke inayat samjha,
Hum koi tum thay jo auroon se shikayat kartay.

Agar Mobile ki battery low ho aur aap ne zarori call karni ho
.
to
.
.
.
.
.
Pehlay Mobile charge kar lo,
Yaar ab Zubaida Aapa engineer to nahi hay.

Don't store dreams in your eyes, they may roll down with tears.
Store them in your heart, each heartbeat will inspire you to fulfill them.

A Sweet Demand


A kid was beaten up by his Mom!
Dad asked: What happened Son?
Cute replied: I just can't adjust with your wife. I wan't my own.

Speed is calculated as “Miles Per Hour”
but
Life is calculated as “Smiles Per Hour”.

Wish you lot of smiles in your life.

Perfume wala: Sahib perfume le lo, perfume le lo.
Sardar: 1 rupay wala dikhao.

Perfume wala: Hahahaha aa ja yaar meri baghal soongh le.

China Population: 1 Arab 35 cror,
14 Ministers.

India Population: 1 Arab 27 cror,
32 Ministers.

U.S.A Population: 35 cror,
14 Ministers.

U.K Population: 13 cror,
12 Ministers.

Pakistan Population: 17 cror,
96 Ministers.
Aik Minister k saal ka kharcha 16 cror hay.
Now 16*96= 15 Arab 36 cror.

Har Minister k Monthly 50 hazar unit electricity free hay.
Saalana free Units for one Minister= 50000*12= 600000
Now 600000 * 96 = 57600000 Units Per Year.

Monthly 45 VIP Air Tickets Free.
Now 45*96= 4320 Air Tickets Per Year.

Monthly Aik lakh Mobile balance free,
Now 1*96=96 Lakh Per Year.

Aap sab se sirf forward ke request kar raha hoon. Yeh message agay forward zaroor karain.
Duaon ka talib. Aap ka apna pyara
Pakistan.

A Snake has its poison in its teeth,
A Dog in its tongue,
A Scorpion in its tale,

Its only the Humans who have poison in their hearts.

Relationships are like a book.

It takes a few seconds to burn

but

It takes years to write

So write it carefully & never let it burn.

“Good Relations” are just like “Water”,
No Color,
No Shape,
No Place,
No Taste,

But still very important for Life.

Best line to be used in strong relation....

“I trust you blindly but please never prove me a blind” ok.

Lovely times of life will not come back but the lovely relation and the missing memories of friends will stay in the heart forever.

The best kind of relationship in the world is the one in which a sorry & a smile can make everything back to the normal again.

Pa khpal husan ghuroor ma kra sta na khkule khkule deer dee,
Intikhab zama da zra ye gine kam darna pa sa yam.

Zargiya pregda pa de nan gham ba saba ojaro,
La kho laman da parono okhko lamda prata da.

Muskay shwala che nawi loopata me warla yorala,
Kho paam ye sho zama soori saadar ta pa jaraa shwala.

If you have one wife, she fights with you,
&
If you have two, They fight for You.
Feel the difference.
Disclaimer: Sender not responsible for any side effects.

Jaleebi ko female dish kyun kaha jata hay?
?
.
.
.
?
.
.
.
?
.
.
.
Kyun k ye kabhi seedhi nahi ho sakti
Par hoti bohut sweet hain.

The quarrels of Lovers are like summer storms.
Every thing is more beautiful when they have passed.
(Suzanne Necker)
You cannot make me stop loving you. You can try but will fail, because my Love is based on who I am, not who you are?

There is nothing more beautiful than a person whose heart has been torn apart, but still believes in the beauty of Love.

Allah sometimes delays his help to test our faith.
It may seem as if our boat may crash against the waves, but He rescues us before it sinks.

I don't need the masses, when just Allah can make me feel whole,
&
I don't need dunya, when Jannah is my goal.

Sleep is a temporary death & death is a permanent sleep.
Everyday is your birthday because you are born after temporary death everyday.
So remember Allah & be grateful to Him every morning for a new life.
Happy Birthday To Everyone.

He who has no one, has Allah!
And he who has Allah, has everything!
May Allah save us from the punishment of Hellfire and grant us all Jannah.
Ameen.

O Allah! Purify our hearts, cover our defects, forgive our sins and let the last of our deeds be the best of deeds.
Ameen.

Ya Allah! grant us kindness and Eemaan,
Ya Kareem! give us patience and love,
Ya Raheem! save us from Jahannam and reward us with Jannah.
Ameen.
Never does the hands of a Muslim go up in Dua for his hands to come back down without something in them.

Clean Body,
Clean Clothes,
Clean Home,
Clean Workplace,
Clean City,
Clean Thought,
Clean Earnings,
Clean Heart,
Make an effort and become a true Muslim.

Golden Words


Fuzool behes behtareen dost juda kar deti hay.
Wo bewaqoof hay jo dushman ko dost banane k lalich may dost ko dushman bana lay.

Main achay waqt se zyada acha dost azeez rakhta hoon, Q k acha dost acha waqt peda kar sakta hay magar acha waqt acha dost peda nahi kar sakta.

Beqarari meri dekh lee hay to ab mera zabt bhi dekhna Faraz,
Itna khamosh rahun ga k cheekh uthay ga wo.

Jis ki khatir main ne apni jaan bhi qurban kar di Faraz,
Usne he kafan utha kar kaha, “ye to mujhe kisi bewafa ka dewana lagta hay”.

Any time any problem any help just give me one miss call,
I will give you

.
.
.
.
.
another miss call
and we will play miss call miss call game.

Nafrat gunah se karo, gunah karnay walay se nahi.
Shayed tumhari muhabbat mein aa kar wo gunah karna he chor day.

Tuesday, September 20, 2011


Be close with someone who makes you happy,
But
Be more closer to that person who cannot be happy without you.

Do you know why Car windscreen is so large and back view mirror so small?
Because your past is not as important as your future is. So look ahead and move on.

Sad Fact Of Life


By the time you realize what your parents said was right, you will have a kid who begins to think you are wrong.
Taa ba seezal maa ba lekal darta da zra pa veeno,
|Oss ba khatona ralegi kho za ba na darzama.

Na ghusa yam, na me skaley dee sharab,
Za pukhton yam, qudrati me stargi sre dee.

Che rana zee gulona sa la rakay,
Maa la ashna gulona sa la rakay,
Che de malang krama da khpali kosi,
Da bal pa lass kheroona sa la rakay.

Teacher: Can a Kangaroo jump higher than Minar-e-Pakistan?
Panjabi: Yes, because Minar-e-Pakistan cannot jump.
Fakhr-e-dolat bhi ghalat, naaz-e-nasab bhi baatil,
Hay ye kaafi jo main dunya se musalmaan gaya.

Nahi bhejta main ghazal unko, jinko ghazal samajh na aye,
Kahin meri wajah se koi nadan aashiq na ho jaye.

Bhoolay hain rafta rafta unhain muddaton mein hum,
Qiston mein khudkushi ka maza hum se poochiye.

Meray nezdeek aa k dekh meray ihsaas ki shiddat ko dost,
Mera dil kitna dharakta hay teray naam k sath.

Waqif-e-gham, mutabassam, mutakallam magar khamosh,
Tum ne dekhi hay kabhi aisi nirali aankhain.

Chehre pe meray zulf ko phelao kisi din,
Kya rooz garajtay ho baras jao bhi ik din.

Kisi ko chaho to iss andaaz se chaho ay dost,
K usko jab bhi pyar mile to tum yaad aa jao.

Muhabbat ke namazon mein imamat aik ko sonpo,
Isay chahne, usay chahne se niyyat toot jati hay.
Mile to hazaroon loog thay zindagi mein Khalid,
Par wo sab se alag tha jo qismat mein nahi tha.

Saza ye hay k aankhon se cheen lee neendain Wasi,
Jurm ye tha k unke sath jeenay ka khwab daikh bethay.

Misl-e-sheesha hay humain thaam k rakhna Ghalib,
Hum teray hath se chootay to bikhar jayengay.

I am not the best person in your life,
.
.
but
I just hope that one day when you will hear my name , you will just smile and say:
“Thora ajeeb tha, But I miss him”.

I possess so much, but my Love for her absorbs it all.
I possess so much, but without her I have nothing.
Love is when you don't know why you seem so attracted to that person.

Love is like the truth, sometimes it prevails, sometimes it hurts.

Teri Meri...
.
.
.
.
Meri Teri...
.
.
.
.
Prem Kahani...
.
.
.
.
Hay he nahi, to kya bayan karoon.
Chal nikal;-)

Miss to Student: How many planets are there?
Student: Mars, Venus, Jupiter...
Miss: Aur sunao!
Student: Bus miss aik dum fit. Aap sunaye?

Do cheezain jin se Allah ko razi kiya ja sakta hay,

1: Kalma Tayyeba ka wird,

2: Astaghfaar ki kasrat.

People often write “Muslim & Proud” which is true, but I think our biggest Blesssing from Allah SWT is that we are Muslims.
SubhanAllah.

Everything happens for a reason, Allah takes us from where we want to be, to where we need to be.

Always Trust Allah.

A woman with outer beauty is nothing, unless she has the inner beauty to match it.

A Husband should Love his wife, not because who she is, but because of her support to help him to be a better Muslim.

A person with Haya does not show off his mind, body or anything else. Haya is modesty and modesty is the branch of Faith.

Sometimes we lose ourselves trying to find others but find ourselves whilst losing ourselves to Allah.

May Allah bless you all with a spouse who can find sorrow behind your smile, words behind your silence and help you grow stronger in the Deen.
Ameen.

Only Allah hears my silence, feels my pain and sees my sorrow and only Allah eases the ache in my heart.

One would be rewarded for any anything that he does seeking the pleasure of Allah even the food that he puts in the mouth of his wife.
(Hadith)

Handsome is the brother who lowers his gaze and most beautiful is the sister who keeps her modesty.
SubhanAllah.

When you go through trials & tribulations & decide not to surrender to your desires and turn to Allah, That is the real strength.

A Muslim woman does not try to impress anyone, but Allah, when outside of her home.

Sunday, September 18, 2011


Every bad situation will have something positive in it.
Even a stopped clock tells the correct time twice a day.
A trust means everything but once it's broken, sorry means nothing.

You can't have any successes unless you can accept failure.

“Usay kehna”


Muhabbat hum say karni hay to phir waada nahi karna,
Yeh waaday hum ne dekhay hain k aksar toot jatay hain.

Yoon bhi karta hay koi chahne waloon pe sitam,
Na ishara, na kinara, na inayat, na salam.

Wo samnay huwe to ajab saniha huwa,
Har harf-e-shikayat ne khudkushi kar lee.

Taskeen-e-dil k wastay wada to kejiye,
Hum jantay hain aap se aaya na jayega.

Noon Meem Rashid


Rooh ko uski aseer-e-gham-e-ulfat na karun,
Oss ko ruswa na karun, waqf-e-museebat na karun.

Dil ke takeed hay har hall may ho pass-e-wafa,
Kya sitam hay k sitamgar ko sitamgar na kaho.

Najanay kyun hay ye aadat tumhi ko sochte rehna,
Meri yeh bewaja aadat chura do, phir badal jana.
Na jaanay wo neend k nashay mein itna kesay doob jata hay,
Hum to karwat bhi badaltay hain to aap ki yaad aati hay.

Bohut kuch tujh se barh kar bhi muyassar tha, muyassar hay,
Na janay phir bhi kyun teri zarurat kam nahi hoti.

Faiz Ahmad Faiz


Laut jati hay udhar ko bhi nazar kya kejiye,
Ab bhi dilkash hay tera husan, magar kya kejiye.

Baat karte hain khushi ki to ik ranj k sath,
Wo hansaate bhi hay aisa k rula detay hain.

Oss ne mehsoos bhi na hone diya, yun kahani ka rukh mod diya,
Milne julne mein ki kami pehlay, phir humain rafta rafta chor diya.

Bohut taiz the yaroon gham-e-hayat ki dhoop,
Mila jo zulf ka saya to so gaye hum bhi.

Khudi pe maan itna hay kabhi murr kar nahi dekha,
Jisay keh doon k mera hay, usay hona he parta hay.


Hum khud he bais-e-azaar hain apne liye warna,
Na hum hotay, na dil hota, na dil aazaariyan hoti.

Iss dasht k sehra ko samandar kar de,
Ya meri aankh k har ashk ko pathar kar de,
Ay Allah may aur nahi kuch tujh se maangta,
Meri chadar meray peron k barabar kar de.

Ajab ye marhala aaya, k hijr-o-qurb yaksaan hain,
Asar ab kuch nahin hota, jafa karlo, wafa karlo.

Ye karwatain, yeh dair tak jaagna, yeh surkh aankhon ka sabab,
Samajh paoge to bikhar jaoge, na samajh paoge to ulajh jaoge.

Allama Iqbal


Khuda se husan ne ik rooz ye sawal kiya,
Jahan mein kyun na mujhe tu ne lazawal kiya.

Allama Iqbal


Ishq kuch mehboob k marne se mar jata nahin,
Rooh mein gham ban k rehta hay magar jata nahin.

Ghalib


Kyun ghareeb samajhtay hain humain yeh jahan walay Ghalib,
Hazaron dard ki dolat say maala maal hay hum.

Marta hay to koi mar jaye, hum apna nishana kyun chorain,
Dil wale bachaye dil apna, hum teer chalana kyun chorain.

Daagh Dehlvi


Yeh baja ke mana hoga Ramzan mein aab-o-dana,
Yeh ghazab k tees din tak na piye sharab har giz.

Yeh subah ka manzar bhi qayamat sa haseen hay,
Takya hay kahin, zulf kahin, khud woh kahin hain.

Aatay hain khayalon mein, khwaboon mein, dilon mein,
Phir hum se yeh kehtay hain k hum pardah nasheen hain.

Hasrat Mohani


Ye bhi aadaab-e-muhabbat ne gawarah na kiya,
Un ke tasveer bhi aankhon se lagai na gayi.

Jigar Muraad Aabaadi

Yoon dil k tarapne ka hay kuch to sabab akhir,
Ya dard ne karwat lee, ya tum ne idhar dekha.

Faiz Ahmad Faiz

Yahan wabastagi, waan barhami, kya janiye kyun hain?
Na hum apni nazar samjhe, na hum un ki ada samjhe.

Meer Taqi Meer


Ab kar k faramosh tu nashad karoge,
Par hum jo na hoonge to bohut yaad karoge.

Rootha tha jis ghuroor say wo bhi to yaad kar,
Aankhon mein teray aaj yeh aansoo fuzool hain.

Aik larki Panjabi se takrai aur boli: I am sorry.
Punjabi: I am Saleem Jatt.
.
.
.
Nice to meet you Miss Sorry.

Every one shows more Love and care in the beginning of any relation but only few of them maintain it till the end, I hope you always be in the few ones.

Love of you is the deepest thought in my mind.
The sort that no other Love can find.

Mat nikalna mera janaza uski gali se Dost,
.
.
.
.
Warna uska baap kahega,
.
.
.
.
.
Saala marte marte bhi ik chakkar laga gaya.

Fana itna ho jaoon teri zaat mein ay Allah,
Jo mujh ko dekh lay, usay tujh se muhabbat ho jaye.
Ameen.

Wohi mehfooz rakhay ga meray ghar ko balaa'on say,
Jo barish main bhi shajar say ghonsla girne nahi deta.

Just only believe in Allah.
Allah SWT has made lowering one's gaze and guarding one's modesty the strongest means of purifying one's soul.
(Ibn Taymiyyah)

Sometimes our tears are a sign of unspoken happiness and our smile is a sign of silent pain,
Only Allah can see behind it all.

In happy moments, praise God,
In difficult moments, seek God,
In painful moments, trust God,
In every moment, thank God.

A Good Morning text does not only mean “Good Morning”.
It has a silent Loving message that says,
“I am thinking of you”.

Good Morning.

Dabbay main dabba, dabbay main cake,
Wake up darling, its too late.
Good Morning.

Rose is a Flower that lives for Hour,
But
Friend is a Power that lived Forever.

Ice is Cold, can't be Hold,
But
Friend is Gold, can't be Sold.

Teri deed jis ko naseeb hay, wo naseeb qabil-e-deed hay,
Lekin tujhe sochna meri chaand raat aur tujhe dekhna meri Eid hay.

Eid Mubarak.

Galay milay, na muyassar tumhari deed huwi,
Meer tum he batao ye Muharram huwa k Eid huwi.

Mubarak naam hay tera, mubarak Eid ho tujh ko,
Jisay tu dekhna chahe, osi ki deed ho tujh ko.

Eid Mubarak To You And To Your Family.

Eid ka din hay, galay aaj to mil ay zalim,
Rasm-e-dunya bhi hay, mauqa bhi hay, dastoor bhi hay.

Eid Mubarak.

When my hands cannot reach special people like You, I touch them with my Prayers.
May Your life be filled with Love and Blessings.
Eid Mubarak.
Love Pakistan,
Live for Pakistan,
Work for Pakistan,
Die for Pakistan,
Thats all the Pakistan needs.
Pakistan Zindabad.
The victorious day,
The victorious night,
The splendid lives,
The splendid martyrs,
Happy Defence Day, 6 September,
Allah O Akbar

Jab tak na jalay deep shahedoon k lahoo say,
Kehtay hain k Jannat mein charaghaan nahi hota.

Happy Defence Day.
Salam to all the Ghazis and Shuhadas.

Wednesday, September 14, 2011

Daagh Dehlvi


Ghair k sar mein wo kartay hain jo kangi apni,
Rashq dil cheerta hay daagh ka aaraa ho kar.

Ye shauq, ye armaan, ye hasrat, ye tamanna,
Kya ho meray qaabu main tum aa jao agar aaj.

Daagh Dehlvi


Yaan dil mein khayal aur hay, waan mad-e-nazar aur,
Hay haal tabiyyat ka idhar aur udhar aur.

Israar-e-wafa, dard-e-junoon, sooz-e-tamanna,
Ik dil ka lahoon kitne charaghoon mein jala hay.

Hay shauq aur zabt-e-shauq main din raat kashmakash,
Dil mujh ko, mein hoon dil ko pareshan kiye huwe.
Khwaboon se aur mujh ko na behla sakay ge tu,
Rehnay day zindagi tera jadoo utar gaya.

Aa galay tujh ko laga loon meray pyaray dushman,
Ik meri baat nahi, tujh pe bhi kya kya guzri.

Teri ghaflatoon ko khabar kahan,
Meray haal-e-dil pe nazar kahan,
Tu jafa ki had mein na aa saka,
Mein wafa ki had se guzar gaya.

Zindagi tu he bata kesay tujhay pyar karoon?
Teri har subah meri umar ghata deti hay.

Suhani raaton ki chandni may kabhi na tum be-naqaab aana,
Main dil pe qaabu to kar sakunga nigah shayed gunah kar de.

Kabhi oss ka, kabhi iss ka, kabhi mera huwa Mohsin,
Uss ne husn ganwa diya tijarat karte karte.

Har aik din udaas din, har aik shab udasiyan,
Kisi se kya bichar gaye, k jesay kuch bacha nahi.

Wohi karwan, wohi raastay, wohi zindagi, wahi marhalay,
Magar apne apne muqaam par kabhi tum nahi kabhi hum nahi.

Mehngi huwi sharab to saqi ne chor di,
Ghurbat ne kafiron ko musalman bana diya.
Aur bhi kar deta hay dard may izafa Mohsin,
Teray hote huwe gheroon ka dilasa daina.

Saqi mujhe bhi chahiye ik jaam-e-aarzoo,
Kitne lagain ge daam zara aankh to mila.

Ay neend aa bhi ja k mulaqaat ho sake,
Kafi dinon se khwab main dekha nahi unhain.

Meri har saans se wabista hain teri yaadain lekin,
Shayed k teray khayalon mein mera naam tak na ho.

Ajab ye marhala aaya, k hijr-o-qurb yaksaan hain,
Asar ab kuch nahi hota, jafa karlo, wafa karlo.

Teri justuju, tera intizar aur akela main,
Thak k muskura diya jab ro nahi paya.

Meray honton pe aani pyaas rakh do aur phir socho,
K iss k baad bhi dunya may kuch paana zarori hay.

Chamka na karo jugno ki tarah shaam ko Mohsin,
Lay jaonga muthi main kisi rooz chupa kar.
Hamain likh kar kisi lamhe kaheen mehfooz kar lo tum,
Tumhari yaad se dekho nikalte ja rahay hain hum.

Qayamat may Khuda poochay, sataya tum ko kis kis nay,
Isharoon se bata dengay yahi sarkar bethay hain.

Kon kehta hay k sufaid rang may wafa hoti hay,
Agar sufaid rang may wafa hoti to namak zakhmon ki dawa hoti.

Thi hayat jin se roshan wahi ban gaye hain dushman,
Yeh khuloos kya bhala hay, mujhe sochna parega.
Lafz taseer se bantay hay talaffuz se nahi,
Ehl-e-dil aaj bhi hay ehl-e-zuban se aagay.

Chubti hay qalb-o-jaan ko sitaroon ki roshni,
Ay chand doob ja k tabiyyat udaas hay.

Kahin ye teri muhabbat ki inteha to nahin,
Bohut dinon se teri yaad bhi nahi aayi.

Chor denge ik din tum se muhabbat karna ay dost,
Bus zara badan ka saans se rishta to toot jane do.

Shiddat-e-tashnagi may bhi gherat-e-mehkashi rahi,
Uss ne jo pher lee nazar, main ne bhi jaam rakh diya.

Shola hay jo andar wo qalam tak nahi aata,
Kis aag may mera hunar jalne laga hay.

Kabhi ulfat bhara lehja, kabhi utra huwa chehra,
Samajh mein kuch nahi aata, bata meri gunah kya hay.

Yeh husan, yeh ada, yeh nazakat, yeh bankpan,
Sab khubiyan hain tujh may magar bewafa hay tu.
Mila kar khaak may mujh ko, wo iss andaz say bolay,
Khilona tha ye matti ka, kahan rakhne k qabil tha.

Kahan ho tum chale aao muhabbat ka taqaza hay,
Gham-e-dunya say ghabra kar tumhay dil ne pukara hay.

Main jisay pyar ka andaz samajh betha hoon,
Wo tabassum wo takallum teri aadat hi na ho.

Koi mil jaye tum jaisa ye namumkin hay,
Par tum bhi koi dhoond lo hum jaisa ye itna aasan nahi.

Donon hathon se chupa rakha hay rukhsaron ko,
Kis tarah baanp liya tum ne irada mera.

Na raha karo udaas os bewafa ki yaad mein Amir,
Woh khush hay apni dunya mein teri dunya ko ujarh kar.
Bohut bebaak aankhon mein muhabbat tik nahi pata,
Nuhabbat mein kashish rakhne ko sharmana zarori hay.

Waseem sadiyon ki aankhon se dekhiye mujhko,
Woh lafz hoon jo kabhi dastaan nahi hota.

Kaash iss khwab ki tabeer ki mohlat na mile,
Sholay ugtay nazar aye mujhe gulzar k beech.
Tum mujhe kabhi dil kabhi aankhon se pukaro,
Ye honton k takalluf to zamane k liye hain.

Na sawal-e-wasl, na arz-e-gham, na hikayatain, na shikayatain,
Teray ehd main dil-e-zaar k sabhi ikhtiyar chalay gaye.

Teray dard ka ay dil-e-naatawan main ilaj karun to kya karun?
Na tabeeb hoon k dawa karun, na faqeer hoon k dua karoon.
Loog khush hain usse de de k ibadat ka faraib,
Magar wo khoob samajhta hay Khuda hay woh bhi.

Muhabbat ab nahi hogi ye kuch din baad main hogi,
Guzar jayengay jab ye din ye inki yaad may hogi.

Hasrat Mohani


Muhabbat kyun karon gar ho nahi sakta wafa mujh se,
Yeh tum ne kya kaha mujh se, yeh tum ne kya kiya mujh se?

Ishq ka roog meray dil se mitega kesay,
K unki zulf se bandhe huwe hain sham-o-sahar.

Khayal-e-yaar, Nazar ka rang, Hawa ka mizaj Wasi,
Tum aaj kuch bhi na pocho k dil udas bohut hay.

Phool ko shaakh pe khiltay dekha,
Teray hansnay ki ada yaad ayi.

Tumhain meri muhabbat ki qasam sach sach bata dena,
Galay main daal kar bahian manana kis say seekha hay?

Kisi k zakhm ka marham, kisi k gham ka ilaj,
Dukhon ne baant rakha hay mujhe dawa ki tarah.

Monday, September 12, 2011


Ishq par zoor nahi, hay ye wo aatish Ghalib,
K lagaye na lage aur bhujaye na bhuje.

Barha k mujh say raah-o-rasm ab wo sochtay hain,
Wahi bohut tha jo rishta dua salam ka tha.

Toot kar chahne wale tujhe aaj bhi chahte hain,
Ye aur baat hay, tujhe ihsas na kal tha aur na aaj hay.


Abhi kamsin ho rehnay do, kahin kho do gay mera dil,
Tumharay he liye rakha hay, le jana jawan ho kar.

Har shakhs apne chand say tha mahve-guftagu,
Main apna chand dhoondhta raha aur subha ho gaye.

Gul-e-Nargis ka guldasta badast-e-ghair kyun bheja?
Dikhani thi agar aankhain to tum khud he chalay atay.

Na sawal ban k mila karo, na jawab ban k mila karo,
Meri zindagi meray khwab hain, mujhe khwab ban k mila karo.

Bohut mehdood sa ik halqa-e-ahbab hay mera,
Faqat tanhaiyan, ruswaiyan, nadaniyan aur main.

Mera seedha saadha mizaj tha, mujhay ishq honay ki kya khabar,
Teray ik tabassum-e-naaz nay meray saray zauq badal diye.

Haseen aankhon ko parhnay ka abhi tak shauq hay mujh ko,
Muhabbat mein ujarr kar bhi meri aadat nahi badli.

Ye muhabbat aisa munfarid khel hay Ghalib,
Jo seekh jata hay wohi haar jata hay.

Ik din hamaray aansoo hum say poch bethay,
Humain rooz rooz kyun bulatay ho,
Hum nay kaha hum yaad un ko kartay hain,
Phir tum kyun chalay aatay ho.
Saanp das lay to hay taryak ka imtihan bohut,
Admi das lay to har saans bikhar jati hay.

Yeh afsana-e-muhabbat, yeh kahaniyan wafa ki,
Koi aur zikr chero, mera dil laho laho hay.
Gilay shikway say chahat may koi farq to nahi parta magar,
Ik baat ye bhi hay, jahan shikway nahi hotay wahan chahat nahi hoti.

Never trust someone who lies to you and never lie to someone who puts all their trust into you.

Parinday apne paon aur insan apne zuban ki wajah se jaal may phanstay hain, Guftugo may narmi ikhtyar karo kyun k lehjay ka asar alfaz se zyada hota hay.

Hard work without talent is a shame, but talent without hard work is a tragedy.
Robert Half

Relations are like Birds. If you grip tight they die; if you hold loosely, they fly;
But if you hold with care, They remain with you forever.

Never start your day with broken pieces of yesterday, It will definitely destroy your wonderful today and will ruin your great tomorrow.

When Snake is alive, it eats Ants. But when it dies, Ants eat it.
Time can turn at any time, so dont neglect anyone in Life and respect everyone by Heart.

Tolerance is the highest degree of your strength;

&

The desire to take revenge is the first sign of weakness.

Ye qaid sikha deti hay aadaab-e-muhabbat,
Pinjray mein parinday bhi shararat nahi karte,
Wo koon hain, kis wastay iss dar pe paray hain,
Dewanay kabhi dasht se hijrat nahi kartay,
Mitt jatay hain dunya se wo loog bhi Mohsin,
Jo loog muhabbat se muhabbat nahi karte.

Hasrat-e-deedar ki khatir oss k mohallay mein Easy Load ki shop khol lee Dost,
Rooz aik naya shakhs oss k number par 20 ka load karwa jata hay.

Smiling does not necessarily mean you are happy. Sometimes it just means you are strong.

Rahman Baba


Yo raqeeb ba da raqeeb da para goram ay Rahmana,
Kala kala pa azgho bandi azghi khalaq obasi.

Ka sharab da narmo shundo de arzaan shwal,
Jumatona Madrasi ba mehkhani she,
Da dedan kherat di bal kali ta ma ora,
Sta pa kali ke zama na ghareeb nishta.

Khatir


Da za khatir sta da khatir pa khpal khatir somra khatir kawama,
Domra khatir ba yo khatir sta da khatir pa khpal khatir wanakee.

PC Trick: Want to use an on screen keyboard?
Well its simple!
Click Start button & Select Run, then type “osk” in the box and click Enter.

Check your Mobile. No for free:
Jazz: *99#,
Ufone: *1#,
Warid: *123#,
Telenor: *345*8*1#,
Zong: *8# & *100#.

Love yourself because somewhere, somehow, there is someone who would Love to be you.
Love is the master key that opens the gates of hapiness, of hatred, of jealousy and most easily of all, the gate of fear.
(Oliver W Holmes)

Its better to lose your pride with some one you Love, rather than lose that some one with your useless pride.

You don't have to be perfect to let some one Love you. Being yourself is the best way to have some one fall in Love with you.

What the life of man is? No one knows unless he knows that it is love.
(Emanuel Swedenborg)

The best way to influence people is to appear to love them, and the best way to appear to love them is to love them indeed.
(Jeremy Bentham)

If we are not in Love, then Love is nothing for us. But when we are in Love then Love is everything for us.

Age does not protect You from Love. But Love, to some extent , protects You from Age.
(Jeanne Moreau)

Sheikh Girl: Yar aj Papa ne mujhe Boy Friend k sath bike pe jate huwe dekh liya.
2nd Girl: Phir?
Sheikh Girl: Phir kya, Papa ne bus ka karaya wapis maang liya.
Judge: You are crossing your limits.
Lawyer: Kon saala kehta hay?
Judge: How dare you call me saala?
Lawyer: My lord, I said kon sa law kehta hay.

Aik yahi baat mujhe chain se sonay nahi deti Dost,
.
.
K
.
.
Pakistan bhar ki auraton ka aetemad Ariel par kyun hay.

Hum mar gaye hain kya?
Tumhara naam Phool rakhun to bikhar jaoge,
Tumhara naam Dil rakhun to toot jaoge,
Lo tumhara naam Loadshedding rakh liya,
Jab bhi chor k jaoge, 2 ghante baad wapis aa he jaoge.

Dolat ki masti se Allah ki panah maango, kyun k iss k nashe ko siwaye mout k aur koi cheez nahi utar sakti.
(Hazrat Ali R.A)

Jab tum Namaz k liye khare hote ho to sir se aasman tak Rehmat-e-Ilahi ghata ban k cha jati hay,
Farishte terey chehre ki taraf jama ho jate hain. Aik Farishta pukarta hay k ay Namazi k agar tu dekh le k teray samne koon hay aur tu kis se baat kar raha hay to Allah ki qasam tu Qayamat tak salam na phere. SUBHANALLAH.
Please Namaz ki pabandi kijiye aur jitna ho sake ye baat dosron ko bhi sunaye.

Protect yourself O Muslimah!
Preserve your modesty O Sisters!
You are more precious than Pearls and Diamonds.

No matter how big our houses,
How expensive our cars,
and
Clothes are.
Our Graves will still be the same.

Unity In Islam


Unity in Islam is necessary for us, not for the Islam, Islam will won either way.
United we stand, Divided we fall.

Allah Subhanaho Wa Ta'aala has made the whole Earth a place for Prayer, Please do not abandon your Salat.

You were born alone,
You will die alone,
and
You will be judged alone.
Lets wakeup before we never wakeup.

Allah is my Lord,
Islam is my Life,
Quran is my Guide,
Sunnah is my Practice,
Jihad is my spirit,
&
Paradise is my Goal.

Ya Allah, Ya Rab-e-Zuljalal! Perfect our light for us and forgive us for our sins, for verily You have power over all things.